Hajj e Kaaba Ka Tareeqa | Faraiz, Dua, Aur Ahkam In Urdu Tool

Hajj e Kaaba karna har musalman ka khwab hota hai. Lekin agar niyat sachi hai, to abhi se Hajj ka tareeqa seekhna shuru kardain.

Hajj ki dua karne ke sath sath uske ahkaam, faraiz, aur masail achi tarha seekh lain takay Allah Tala hamare shoq ko dekh kar hum par nazre karam farmae aur hamara bhi bulawa ajae.

Hajj seekhne ke liye hum ne ye asan sa tool banaya hai.

Ap Hajj ka jo rukn bhi ada karne lagay, is tool main us rukn se mutalliq zaruri hidayat hasil kar lain.

Ye tool mustanad Ulama e Kiram ki nigrani main bayana gaya hai. Lekin tafseeli masail ke liye ap kisi Mufti se rabtay main rahain.

Agar ap khud ya apke dost ahbab main se koi Hajj par ja raha hai, to uske sath ye tool zarur share karain.

View this tool in English

Follow our WhatsApp Channel

X