Safar Ki Dua For Traveling in Car or Plane (Arabic/English/Urdu)

Traveling opens up possibilities for growth in all aspects of life.

But it also comes with risks like accidents or any other unpleasant surprises. This is why Islam has specific guidelines for travelers.

The most important of them is remembering Allah SWT when leaving your house by reciting the dua for traveling when kicking off your journey.

But did you know that there are more than one duas for traveling?

We’ve all heard of the dua Subhan Allazi Sakkharalana. But hadith has several other duas for safar.

So, in this article, we’ll not only share the popular safar ki dua but also share the other duas that you might not have heard before.

Let’s get started.

Safar Ki Dua Arabic (Text, MP3 Audio, And Pic)

Safar ki dua kay andar Allah SWT ki taraf se ek yaad dehani hai kay chahy hum ghoray ya oont pe safar karain ya gari aur jahaz main, usko hamaray musakkhar Allah ne kiya hai.

Warna agar who sawari hamare qabu se bahar ho jae to hum kuch bhi nahi kar sakte.

Ayye safar ki masnoon dua seekhtay hain.

Arabic Text From Quran

Safar ki dua jo hamay Rasoolullah ﷺ ne skihaee, who ye hai

 سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ

safar ki dua image picture. Subhan allazi sakkhara lana haza wama kunna lahu muqrineen

wa inna ila rabbina lamun qaliboon

Is dua ko parhne ka tarika ye hai ke sawari par bethtay huay kahain بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ

Uske baad jab sawari main theek se beth jae to 3 martaba kahain

الله أكبر ,الله أكبر ,الله أكبر

Is kay baad phir safar ki woh dua parhain jo upar bayan ki gaee hai.

Ye dua Quran e kareem aur hadoith sharif dono se sabot hai. Quran e Kareem main ye Dua Surah Zukhruf ki ayat number 13 aur 14 main ati hai

لِتَسْتَوُوا عَلَی ظُهُورِهِ ثُمَّ تَذْكُرُوا نِعْمَةَ رَبِّكُمْ إِذَا اسْتَوَيْتُمْ عَلَيْهِ وَتَقُولُوا سُبْحَانَ الَّذِي Oوَإِنَّا إِلَی رَبِّنَا لَمُنْقَلِبُونَ Oسَخَّرَ لَنَا هَذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ

Mp3 Audio Pronunciation

Here’s an audio recording of Safar ki dua to teach you its right pronunciation.

Picture For Hanging

Here’s a pic of the dua for traveling you can share on WhatsApp or other social networks with your friends, or stick to your car as a sticker.

safar ki dua for traveling arabic urdu english translation

sunhan allazi sakkhara lana

Dua For Traveling Transliteration

“Subhan Allazi Sakkhara Lana, Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen. Wa Inna Ila Rabbina La Munn Qaliboon”

Safar Ki Dua Urdu/Hindi Translation

Safar ki dua ka mafhoom aur Urdu/Hindi tarjuma ye hai

“Paak hai woh zaat jisne hamaray taabay banaee ye sawari. Aur nahi thay hum isko qaabu karnay walay. Aur bay shak hum apnay rab ki taraf lotnay walay hain”

Traveling Dua In English

Here’s the English translation of the dua for traveling.

“Glory be to the One Who has subjected these (means of transport) for us (gave them under our control), for we could have never done so on our own. And surely to our Lord (Allah), we will all return.”

Safar Ki Dusri Dua From Hadith

Jab sawari par beth kar ye dua parh lain, to us kay baad safar ki dusri duao ka bhi ehtimam karain takay apka safar mehfooz aur ba barkat rahay.

Hadith sharif main sawari par bethnay aur safaar shuru karne ki mutaddid duai aati hain.

Un main se kuch ye hain.

Safar Ki Dua 2

Safar ki mashhoor dua parhne ke baad ye dua parhain.

 اَللّٰھُمَّ ھَوِّنْ عَلَیْنَا سَفَرَنَا ھٰذَا وَ اطْوِ عَنَّا بُعْدَہٗ اَللّٰھُمَّ اَنْتَ الصَّاحِبُ فِی السَّفَرِ وَالْخَلِیْفَۃُ فِی الْاَھْلِ ، اَللّٰھُمَّ اِنِّی اَعُوذُبِکَ مِنْ وَ عَثَائِ السَّفَرِ وَ کَآبَۃِ الْمَنْظَرِ وَ سُوْئِ الْمُنْقَلَبِ فِی الْمَالِ وَالْاَھْلِ

safar ki dua Allahumma Hawwin Alaeena Safarana Haza Watwi Anna Bo'da. Allumma Antas Saahibu Fis Safari Wal Khaleefatu Kil Ahl. Allahumma Innee Auzubika Mew Wa'sa'is Safari Waka Aabatil Manzari Wa Sooo'il Munnqalabi Fil Maali Wal Ahli Wal Waladi.

Transliteration

Allahumma Hawwin Alaeena Safarana Haza Watwi Anna Bo’da. Allumma Antas Saahibu Fis Safari Wal Khaleefatu Kil Ahl. Allahumma Innee Auzubika Mew Wa’sa’is Safari Waka Aabatil Manzari Wa Sooo’il Munnqalabi Fil Maali Wal Ahli Wal Waladi.

Urdu/Hindi Translation

“Aay Allah Hamaray Liye Is Safar Ko Aasaan Farma. Iski Doori Ko Lapait Day. Aay Allah Tu Hi Safar Main Hamara Saathi Hai, Ghar Walo Main Hamara Naib Hai, Aay Allah Main Safar Ki Mushkilat, Buray Manazir, Aur Ghar Walo Aur Maal Main Buray Haalaat Se Teri Panah Chahta Hu”

English Translation

“O Allah make this journey easy for us. Shrink its distance. O Allah, only You are my companion in this journey, and guardian/caretaker of my family. O Allah, I seek your protection from the difficulties of this journey, and from seeing bad things, and seek your protection from loss in my family or assets”

Safar Ki Dua 3

Iskay baad jab sawari chal paray to ye dua parhain

 فَاللّـٰهُ خَيْـرٌ حَافِظًا  ؕ وَهُوَ اَرْحَمُ الرَّاحِـمِيْنَ

Transliteration

Fallawhu Khaeerun Haafiza Wa Hua Arhamur Rawhimeen

Urdu/Hindi Translation

So Allah Behtar Nigehbaan Hai, Aur Sab Mehrbaano Se Ziada Mehrbaan Hai

English Translation

“Allah is the best caretaker and He’s the most merciful of those who show mercy”

Safar Se Wapsi Par Ghar Pohnch Kar Dua

Jab safar se wapsi ho aur kheriyat se ghar pohnch jae to Allah taala ka shukar ada karain aur ye dua parhain.

آئِبُونَ تَآئِبُونَ عابِدُونَ لِرَبِّنَا حَامِدُونَ

safar se wapsi ki dua 
aaibuna taiboona aabidoona lirabbina hamidoon

Transliteration

Aa’iboona Taa’iboona Aabidoona Lirabbina Haamidoon

Safar Se Wapsi Ki Dua | Urdu/Hindi Translation

“Hum lotnay walay hain, toba karnay walay hain, Allah ki bandagi karnay walay hain, Apnay rab ki hamd karnay walay hain”

English Translation Of Dua After Returning From Travel

“We are returning, repenting, worshipping Allah, and glorifying our creator”

Can We Read Safar Ki Dua For Traveling In Car or Plane?

Yes. Chahy ap jahaz main safar karain, lift main bethay, gaari, car, ya bike chalae, har tarha ki sawari par bethtay huay ye duai parhna chahye.

Kyu ke sawari hamaray ikhtiyaar aur qabu se nikalnay main aik lamha bhi nahi lagta. Is liye zaruri hai kay Allah Taala se khair maang kar, toba karke aur uski madad ke sath har safar ko shuru kia jae.

Isi liye boht se ulama to yeh bhi kehtay hain ke ghair zaruri safar se parhaiz karna chahye aur safar se pehle Istikhara karna chahye takay khair o barakat hasil ho. Iske alawa safar se pehle hifazat ke liye Dua e Anas ka bhi ehtimam karna chahye


by

Follow our WhatsApp Channel

X